apun… and buzurg? ![]()
shaadi madras mein thi kiya ?
everyone looks like ur sister ![]()
isliyay kay apkay moonh say lagta hai
Mashallah - Dulha aur Dulhan ko shadi mubarak ho. Nice pictures taklay,![]()
Sinner - - - oyee mazak tu nahi uraa bhai log ka ![]()
Bhatakti Rooh - - - acha tu nahi ho kiya ![]()
smooth_guy - - - nahi but madrasi istyleee mai hoie ![]()
hiccup - - - shayed us ke 12 sisters hai ![]()
crazyLarki - - - acha maray muu par kiya kese PAN shop ka address liekha howa hai ![]()
RainDance - - - dadaaaa ![]()
no man.. abhi to apun ke khelnay koodnay ke din hain ![]()
:-| kafi jump mar lee chalo study karo shabash jaa kar .
bhai log ajj kal tou acha baat bhi karo tou log us ka galat matlab laytay hain … love u ![]()
:D
Sinner - - - i love u nah ![]()
Aashi - - - tum hans rahe ho yah phir appnay doctor ko chack karwa rahe ho kay kahi teeth mai kera tu nahi lag geyah ![]()