WAH ! aur aap ko ye bhi credit jataa hai ke aap ne itni mukhtasarr c family ko…itne barre international isue pe convince kar liya
HUMEIN Multan bohat pasand hai…abhi haal he mein jaane ka ittefaq bhi hua…puray 35 saal baad…jahan woh FORT COLONY abb tukk waisi he hai…phir SHAMS TABREZ pe bhi haazri dee…aur HAFIZ ki factory bhi gaye ke dekhein kiya kamal hai iss halway mein…jo 65 saal se challa aa raha hai…