**Nawazish karam shukriya mehrbani hamari yadasht ko sarahny per or sunehri yadin share kerny ka shukriya. Ab zara os film ka nam tu bataiy jis ka yeh naghma hy mera or tillo ka andaza hy ky smandar:hmmm:
Or Yeh is naghmy main konsi shahrah hy?kiya ab bhi Mizary Qaid-e-azam is road sy aysy hi nazar ata hy:confused: