Agreed:D Main bhi do teen ko tu janti hon ju Hamysha burai kerti hain America ki main bhi yehi kehti hon ke bhei wapis chale jao tu phir, khamoshi. ya lame majbori ke kiya kerin …Yahan Pakistan ke siasatdanon ko kosne shuru hu jaty hain:hehe:
Magar aik ka jawab lajwab tha:D Ke kion ingoron ne hamain nahi lota hamare mulkon main ja ja ker ab ham bhi inhin loot rahy hain in ke mulk main reh ker:rotfl: