Re: *** Sitaray***
to mehnat karo cb ki tarah rishwat do sab ko and sab multinicks jinhon ne cb ko jaali sitarya diye hain un se kaho ke hamien bhi dein ![]()
Re: *** Sitaray***
to mehnat karo cb ki tarah rishwat do sab ko and sab multinicks jinhon ne cb ko jaali sitarya diye hain un se kaho ke hamien bhi dein ![]()
Re: *** Sitaray***
**PM kaya baijoon
**
**abhi koi idea hi nai hay
**
Re: *** Sitaray***
main bahir nai jaoob ga divaar ko zor se pakarh k kharhi honay wali smily
apne is kalmohay ko bahir nikalian ![]()
Re: *** Sitaray***
plan to mein ne bana liya hai
bas ab us per amal kerna hai
Re: *** Sitaray***
aisee mehnat toh hum naheen ker saktey..yey sirf CB k bass k baat hai:(
Re: *** Sitaray***
yeh us ki buri aadton mein se hia naa
rishwat jaa ker likh do apnay thread mein
Re: *** Sitaray***
mujhe b bataian na phir mil kar amal karte hain ![]()
Re: *** Sitaray***
is dewaar ko torR diya jaaye ga
daryaa ka rukh morR diya jaaye ga
talvaar aur teer sey nishana liya jaaye ga
etc
etc
![]()
Re: *** Sitaray***
**mian sofe k peachay chup jaon ga **
**kesi k hath nai aoon ga **
Re: *** Sitaray***
tussi murghi ho kia k haath nai aao gey aur cheezooN kay neechay wurR kar baith jaao gey ![]()
Re: *** Sitaray***
main murghi kese ho sakta hon
agar murgha kehti cholo phir b main maaan jata ![]()
Cb ko hawa b nai lagni chiay us ki ![]()
Re: *** Sitaray***
I love stars
…
…
Re: *** Sitaray***
and I am a star ![]()
Re: *** Sitaray***
I love them too magar kareeb nahi jaati insaan jal jata hai ![]()
Re: *** Sitaray***
kaun saa sitara toota hoa yaa alfi laga hoa
Re: *** Sitaray***
CB to khud hawa hai us ki hawa band kerni parey gi ![]()
Re: *** Sitaray***
I AM A STAR
:..
n i love myself
ume salam
:.I miss u
Re: *** Sitaray***
wassalaam I miss you too
Re: *** Sitaray***
ghalati ho gayi
murghaaa pra
CB tu khud aik thundi hawa ka jhonka hai ![]()
dur kay raho, yea jhonka aandhi bhi bun sakta hai ![]()