Re: Shayrana guftugu - July 2013
Pur Khuloos Salam paish e khidmat hy Aapki kaysi ab Tabiyat hy........?
kia kamal kar dia aap ne kia kamal ki gai hai aap ne ashthai
yaad aane lagi hamen Umrao Jaan ki Aiswairya Rai
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Pur Khuloos Salam paish e khidmat hy Aapki kaysi ab Tabiyat hy........?
kia kamal kar dia aap ne kia kamal ki gai hai aap ne ashthai
yaad aane lagi hamen Umrao Jaan ki Aiswairya Rai
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Aap apne hathon ko zara takleef dijiye
Aur kisi cheez ka jawab dijiye ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Aaj tabyat kafi down hai
Buss Alhumdulillah Hur haal mai
How have you been ?
Long time since you were seen ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
konse cheez u koi cheez ho ??? ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
![]()
Phr usi Kahtoon ka zikr…?![]()
Ya ELAHI ye maajra kia hy…?
Re: Shayrana guftugu - July 2013
zada changaiz khan bannay ki zururat nae hai samjen aik kaan k nechay lagay ga aur 2 din tak whistle sunai day gi kaan main ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
majira waajira kuch nahin hai bhaa ji
wo shadi shuda hai aur hai ab Maa ji
Re: Shayrana guftugu - July 2013
ALLAH aapko Sehat o Tandurusti dy…
2 jahan ki Naimat dy…AAmEEn
theek thaak hon…
KESC ki wajha sy naShaad hon
Re: Shayrana guftugu - July 2013
majira waajira kuch nahin hai bhaa ji wo shadi shuda hai aur hai ab Maa ji
Bivi lagati hy 2sry ki hi achi.......
Jaal Daal k Q nhi pakaR lyty machi.....:p
Re: Shayrana guftugu - July 2013
utho jago poetry walo
chai tayar hai aa ker pi loh ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
garmi main kahan chalti hai garam garam chai
barf wala thanda meetha Rooh Afza pilaiye
Re: Shayrana guftugu - July 2013
garmi main kahan chalti hai garam garam chai barf wala thanda meetha Rooh Afza pilaiye
Rooh Afza pi ker kiya karein gaye
Hum to Chai per hee guzara karein gaye
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Rooh Afza pi ker kiya karein gaye Hum to Chai per hee guzara karein gaye
barish ka mosam ho to Rooh Afza hi kaam aata hai
chai se bhala kon sikanjbeen banata hai?
Re: Shayrana guftugu - July 2013
barish ka mosam ho to Rooh Afza hi kaam aata hai chai se bhala kon sikanjbeen banata hai?
sikanjvi bananee hai toh nibul ley ker ayien
chai bananay kay liye patti ley ker ayein.
Re: Shayrana guftugu - July 2013
sikanjvi bananee hai toh nibul ley ker ayien
chai bananay kay liye patti ley ker ayein.
konsi chai peete hain aap?
Lipton, Broke Bond ke Tapaal?
Re: Shayrana guftugu - July 2013
konsi chai peete hain aap? Lipton, Broke Bond ke Tapaal?
chai peenee hai toh lipton waghera ka kiya kaam
sirf aur sirf PG Tips hee ayein gey kaam
Re: Shayrana guftugu - July 2013
PG tips ye kis bala ka hai naam?
kiya yehi brand peete hain uncle SAM?
Re: Shayrana guftugu - July 2013
PG Tips chai nahi pi toh kuch nahin piya
Iss ka patta nahin aur kehtay hain chai koh piya. :nahi:
Re: Shayrana guftugu - July 2013
chai Lipton ho, Tapaal ho, ya PG VG hum nahin chakhte
log kehte hain yun kufraan e naimat nahin kar sakte
Re: Shayrana guftugu - July 2013
garmi, garmi hur taraf garmi
25 degree hai aaj kee garmi