Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Qafs main kaid panchi ko aasmaan nahi dikhatey,
teri yaad main roye koi,her damm,youn chaha nahi karte.
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Qafs main kaid panchi ko aasmaan nahi dikhatey,
teri yaad main roye koi,her damm,youn chaha nahi karte.
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Tumeh Kaise Batayen Hum,
Mohubbat Aur Kahani Mein Koi Rishta Nahi Hota,
Kahani Mein To Hum Vapis Bhi Aate Hain,
Mohubbat Mein Paltne Ka Koi Rasta Nahi Hota
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
**Meri udaasi ka sabab, jaanti ho tum,
Teri yaadon mein ab, rone ke siva rakha kya hai,
Jaan kar bhi anjaan na bano, pyar ka izhaar karo,
Haan, tumhein pyar hai, pyar hai, pyar hai, ikraar karo**
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
kabhi honton say wo apnay meri palkon ko choomay ga
kabhi hathon main hathon ko mere lay kay wo ghoomay ga
kabhi dill us ki baton say kahin masti main jhoomay ga
yay sapna sach bhi ho jaye main yay fariyaad kartee hoon
wo mujh ko yaad karta hai main us ko yaad kartee hoon
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
sabne kaha dosti ek dard hai ,
humne kaha dard kabool hai
sabne kaha is dard ke sath gee nahe poage
humne kaha teri dosti ke sath marna kabool hai
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
for u reet cuz u r sharing nice verses here
iss qadar toot k tum pe hamain pyar aata hai
apni baahon main bharain maar he daalain tumko
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
^jaan loge kya hamari........
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
meiN ney kaha mujh sey bichaR kaR tum kesey jiyo ge!
kehne laga meiN jeeyuN ga ab zamaaney ki khaatiR
magar mila barsoN ke baad to kitna haNsna paRaa
usey palkoN pe rukey ashq chupaaney ki khaatiR
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
**
Usay ya dar ka sitaray na guftgoo soon lain
Mujahay ya fiqar ka sooraj nakalnay wala hai**
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Usay ya dar ka sitaray na guftgoo soon lain Mujahay ya fiqar ka sooraj nakalnay wala hai
khan saab haan usi rata ka kisa hai ye bhi
Us nay hansi hansi mein Mohabbat ki baat ki
Maine Adeem us ko mukarnay nahin diya
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Jatey jatey wo mujay achi nishani dai gaya
Umer bhar dhuraoon ga aisi nishani dai gaya
Us sai mein kuch paa sukoon, aisi kahan umeed thee
Ghum bhi wo shyed, bari maharbani dai gay
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Us nay hansi hansi mein Mohabbat ki baat ki Maine Adeem us ko mukarnay nahin diya
achaaaaaaaa to phir ye lo....
Andaz-e-JanooN hum ko bhe maloom hay lakin
hum teri tarha ishq ko ruswa nahi kartay
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
One from my old collections...
*Dunya nay zabat-e-gham kay saliqay sikha diye
hud say barha malal tu hum muskura diye
*
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
** Wo jis ghumand say bichrra, gilla to es ka hay
K sari baat mohabbat mein rakh rakhao ki thi
**
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
*Sunta tha wo bhi sab say purani kahaneyaan
Rifaqatoon ki zaroorat shayad osay bhi thi
*
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
*Janta hoon aik aysay shaks ko mein bhi Munir
Gham say pathar ho gaya magar roya naheen *
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Duhndlanay lagi hain tayree yadain
Mein kitna ghareeb ho raha hoon
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Har lafz kitaboon mein tayra aks leyay hay
Ek phool sa chehra mujhay parhnay naheen dayta
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Tumnay to khawb daykhain hein
ham nay en kay azaab daykhay hein
Re: ~SHARE UR FAVOURITE ASHAAR~
Mein nay jis tarah zeest kati hay
Aik din hi sahi, basar to kar