Neend kiya aayegi** Faraz **
maut aye tou so lenge . ..!!!
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
kisi bewafa ki Khatir ye junuuN Faraz kab tak
jo tumhein bhula chuka hai usay tum bhi bhool jao
**
kyaa kyaa na ham Kharaab hue hain magar ye dil
aii yaad-e-yaar teraa Thiikaanaa bohot huaa**
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
**muntazir kis ka hun tooti hui dehleez pe main
kaun ayegaa yahan kaun hai aane waala **
*ye kiin nazaro'n se tum ne aaj dekhaa
ke teraa dekhanaa dekha naa jaaye *
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
bahut udaas hai ik shaKhs tere jaane se
jo ho sake to chala aa usii kii Khatir tu ...
**faaqiih-e-shahar kii majalis nahii'n ke duur raho
ye bazm-e-piir-e-maGaa'N haii qariib aa jaao
'Faraz' duur ke suuraj Garuub samajhe gaye
ye daur-e-kam_nazaaraa haii qariib aa jaao **
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
**Kahan wo qurb ke ab to ye haal hai jaise
tere firaaq ka alam bhi khwaab jaisa hai **
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
*'Faraz' tark-e-taalluq to Khair kyaa hogaa
yahii bahut hai ke kam kam milaa karo us se *
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
**Tere Khvabon ke jaziron men badi raunaq hai
ek anjaan se toofan ke liye vaqaf na ho **
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Faraz us ki hansi main chupay dard ko mehsus to kar <?XML:NAMESPACE PREFIX = O />
Woh younhi hans hans kay khud ko saza deta hai
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
**ye judaiyon ke raste bari door tak gaye hain
jo gayaa wo phir na lautaa meri baat maan jao **
*Us shakhs ko to biicharne ka saliika bhii nahii FARAZ
jate howe khud ko mere pass chor gaya
*
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Hum ne kaha k KAMAL ho jo TUM hum ko Bhula sako,Faraz!
Hum ne to Faqat baat ki us ne KAMAL ker dia".
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
**Apney hi saahe se har gaam laraz jaata hun
raaste men koi deevar khari ho jaisey **
karuu.N na yaad agar kiis tarah bhulaa_uu.N use
Ghazal bahaanaa karuu.N aur gungunaa_uu.N use
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Hum se bichar k us ka taqabur bikhar gaya Faraz
Har ik say mil raha bari aajzi k saath
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
***Ye log tazkare karte hain apne logon se
main kaise baat karun aur kahan se laahun use
***
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Muhabbat kar saktay ho to rab se karo faraz
Mitti k khilno se kabi wafa nahi milti