Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Yeh Kinaat Hai Itaat Hai Keh Chahat Hai Faraz
Hum To Raazi Hain Woh Jis Haal Mein Jaisa Rakhe
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Yeh Kinaat Hai Itaat Hai Keh Chahat Hai Faraz
Hum To Raazi Hain Woh Jis Haal Mein Jaisa Rakhe
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Good Job Everyone :k: We made a century in this thread :k: Thanks to everyone :k:
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Rooth jane ki ada hum ko bhi atti hy faraz
Kash hota koi hum ko b manane wala
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
^ Umda
**kab mujh ko aiteraaf-e-muhabbat na thaa ‘Faraaz’
kab mein ne ye kahaa thaa sazaaye’n mujhe na do
**
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Mai uss ka hoon"yeh raaz to woh jaan gaya hai ‘Faraz’
"Woh kis ka hai"yeh sawaal mujhe sonay nahi deta
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
^ outstanding :k:
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
thnxxx…
Wo mujhe zindgai samjhta hai Faraz
Kia usay mera Aitbaar nahi
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Ye log kaise magar dushmani nibhate hain
hamin ko raas na aain muhabbaten karni
Zindagii bhar kaun saath deta haii **Faraaz **
Loug tou janazay mein bhii kandhe badal lete heiin.
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Sochta hun kabhi tere Dil mein Utar ker deikh lun Faraz…
kon basa hai tere dil mein jo Mujhy basne nahi deta…
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
wowwww awesome mono…outstanding ![]()
awesome
Thanku thanku!!!..![]()
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Hum apni ROOH tere jism mai hee chorh aye Faraz
Tujhay gallay se lagana tou ik bahana tha…!!!
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Ab tere zikr pe hum baat badal dete hain
kitni ragbat thi tere naam se pehle pehle
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Apne app ko Bereham sabith kerne k liye unho ne phool ki patti Utha k nazakat se masal dali Faraz..
Isharay se kaha hum dil ka aisa Haal kerte hein…
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
ik mulaqat sar-e-rah bhi sahi jurm magar
hum kahen aap kahen, log bhi dewane hen
Re: Share Ashaar Of Ahmed Faraz
Ab tere zikr pe hum baat badal dete hain
kitni ragbat thi tere naam se pehle pehle
wah wah wah good one teray_naam.
Thanx jee