Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Yeh tu lagta hy:cb: ILO ka asar ho giy atum pr bhi![]()

lain g iss main ghabranay key kia baat hay English main bhi ashaa’r mulakhta key giey
…
Eid Mubarke, Eid Mubarke
Our Eid has come
To bring us peace
To bring us love
To charish our life
It is the time
We muslims came together
Shoulder to shoulder
It is the time
We muslims share
Share our love
Share believe
Eid Mubarke, Eid Mubarke
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
YAAR ISS TARAH NAH HANSA KARO ![]()
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Phir kia is trha hansa kron![]()
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Yar shyr acha hy mgr kuch khurk ho rahi hy dimagh main itn amshahor shyr or ail lamba dosra chot misra kysy ho giya:konfused: Is something is missing or what![]()
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
complete she'r is like this .....
*Eid ka din hay galay aaj to mil lay zaalim
Rasm-e-duniya bhi hay, maoqa bhi hay dastoor bhi hay *
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
kyun tumhein ranj hai judai ka
kyun bhala tum udas rehtey ho
Eid k din main jahan jahan jaon
tum merey dil k pass rehtey ho
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
EID kee sham ko afaaq ki soorkhi sey parey
tujh ko dhoondoongi jahan tak nazar jaeygi
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Khub Tahreem :k:
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
wah wah maza aa gia aur ek ganay key yaad aa gai … jayie aap kahan jain gay , yah nazar aap kay he peechay jai gi
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
[QUOTE]
[/QUOTE]
**Eid Mubarke, Eid Mubarke
**Our Eid has come
To bring us peace
To bring us love
To charish our life
It is the time
We muslims came together
Shoulder to shoulder
It is the time
We muslims share
Share our love
Share believe
Eid Mubarke, Eid Mubarke
[QUOTE]
[/QUOTE]
Bohat accha...Sannan jee...aap ko bi aur GS ke tamam members ko Eid bohat
Mubarak ho.
GN: Ashaar pasand karney ka bohat shukriya
[QUOTE]
[/QUOTE]
EID kee sham ko afaaq ki soorkhi sey parey
tujh ko dhoondoongi jahan tak nazar jaeygi
[QUOTE]
[/QUOTE]
Bohat accha...Tehreem
<!-- / message -->
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Shukaria maham g ....... ek aur she'r yaad aagia .....
Kitni palkon say fizaon main sitaray tootay
Kitnay afsanon ka unwan bana Eid ka chand
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
thanks maham ,sannan,and goodnews
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Eid ka ger hilal hojay
rehmat zuljalal ho jayey
aap kushyian manayin lekin
kuch mera b kheyal hojay

mubarak naam tera mubarak eid ho tujh ko
jaisey tu dekhna chahey uski deed ho tujhey
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Buhat hi khub![]()
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
[QUOTE]
[/QUOTE]
Eid ka ger hilal hojay
rehmat zuljalal ho jayey
aap kushyian manayin lekin
kuch mera b kheyal hojay
[QUOTE]
[/QUOTE]
Bohat accha..!
Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
WAH WAH ZABARDUST ..... BUHAT KHUBSURAT ASHAAR .... LAIN G HAMARI TARAF SAY BHI KUCH ASHAAR ....
**Aaye Khuda kar too unhain bhi Eid ki khushiyan naseeb
Jin kay dam say ham bhi hain aour hay hamaari Eid bhi
Iss baras koi hassen khwab na tha Ankhon main
Iss baras ham say bhi daikha na gaya Eid ka chand
Eid aayi hay musarat ki payami ban ker
Woh musarat jo teri deed say wabasta hay
Eid ka din bhi shab-e-matam hay meray wastay
Jis khushi main woh na aaye woh khushi achi nahein **
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
**A very touchy she’r …
Uss Bachay Key Eid Najnay Kaisay Hogi
Jiss Key Janat Nungay Pawn Phirti Hay **
Re: ~~Share Ashaa’r Abt Eid ~~ Abr-E-Rahmat Bun Kar Chha Jao Pyam-E-Eid Hay
Quaty Guai Khatam(speech Less)