Sharab aur aankhen

:flower1: nice:flower1:

sharaab itni shareefana cheez hai jaanam
pee kar sub such boltay hain subah shaam

aankhen hain ya jam e sharaab
dil walon ki haalat kharaab

dau hi rahain jeene ki
ek mohabbat ek sharaab

Re: Sharab aur aankhen

Jawaani sharaab hojaye
Ye zindagaani sharaab hojaye
Saari duniya hai maikada
Ya rub saara paani sharaab hojaye

Re: Sharab aur aankhen

Main khud ko kho kar pa kar peeta hun
Main khud ko kho kar pa kar peeta hun
Log paani mila kar peetay hain
Main nazrain mila kar peeta hun

Re: Sharab aur aankhen

aray sahab khayriyat.... itni sharaab ki baatian!!!

btw nice

Re: Sharab aur aankhen

mun ka dhun
rooh,
milap ho jaisey
piyar,
thandhey, saaf pani see sharab ho jaisey
ansoon
kabhee jo baheye
kamoshee mey ehsas pateye
inn ankhoon ko khe do,
mut dekhein
jazb ker lein, jazbaat apney -
bher bher ker, sal ha sal pi jo
dorree kee meh
ajj inn ankhoon ko bund kertee chathee hey