Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

dua dua karteen houn jaldi jaou tum
aiisa jaou kay lout kar na aou tum
aik JL kam thaa kay aagayee tum si bala aur
ja ja munnay ja kar kaheen dil lagaou tum

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

mera naam liya kisi ne?:hoonh:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

shaytaan ka naam liya aur woh hazir :halo:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

dont 4get shaitan waha kabhi nahi jata jaha ussay bulaya na jaye:snooty:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

acha, phir mainey nahee bulaya :D

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

scroll up n read:snooty:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

*scrollin up and she sees is Waqi and EMM * :p

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

n ma name:hoonh:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

whose name?? :halo:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

chup oye m not in mood nowadayz:bummer:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

array beta kiya huwa??

seriously bataou kiya baat hai ??

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

pata nahi:teary1:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

kiya baat hai yaar...chup chup aur udaas udaas ho kiyoun ?? :(

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

I don't have the full version, hope you find this enticing.

Cheray pay meray zulf ko bikhrao kisi din
Kya rooz garajtay ho baras jao kisi din,
Raazoon ki tarah utroo meray dil main kisi shab

Dastak pay meray hath ki khul jao kisi din,
Peeroon ki tarah hosan ki barish say naha loon
Badal ki tarah jhoom kay gir aao kisi din,
Khushboo ki tarah guzroo meray dil ki gali say
Phooloon ki tarah mujh pay bikhar jao kisi din,
Guzrain meray ghar say to ruk jain sitaray
Is tarah meri raat ko chamkao kisi din,
Main apni har ik sans usi raat ko day doon
Sar rakh kay meray senay pay soo jao kisi din.

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

^:love:
thanks soo much.
It was lovely.

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

wah wah :clap: zabardast

kis na likhi hai yeh ghazal ?

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Hum sai chutkara pana, itna asaan kaam nahi,
Poori fauj bhejdo janum, rahoo ga mein yahi ka yahi,
Hila sako, to kerlo koshish, hum mein bhi dum hai jaan lo tum,
Hum sai panga liya hai tumne, apni maut sai rishta baand lo tum…:smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

pata nahi yaar thoray thoray din baad aisay doray partay hain, specailly jab (:smokin: ) na millay :bummer:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

emm
I believe it's by Amjad Islam Amjad.

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Please ja k suta mar lo…
lekin yoon mood na dikhao. :slight_smile: