Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

anytime. :slight_smile:

it’s one of my fav.

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

tum say pangah lay kar mout ko awazzz hai di kis nay
baad may aye ho tum, copy meri ziadah yahan hai ki kis nay
abb bass bhi karou yeh drama, iss say pehlay sajal aunty ayein
oh by the way, meri yahan say botal uthaa kar hai pee kis nay :halo:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

aww mera bachawww, aja dunouN mil kar sutta baazi karein :smokin:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

haan like raat k saray 12 bajjay ammi abu mujhay bahir janay denge

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

m talkin bout real 1:bummer:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

^use a window shindow man.....
or the fire escape should come in handy in a situation like this. :D

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

yeh bhi real walli hai munnaaay :smash:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

well written awsome no doubt also very romantic :love:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Aunty aap kay khassum aisi harqatein kartein hain :jhanda:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Sajal Auntie nai kya kerna hai, unko to ronai sai fursat nahin,
RO RO kar aansoo bahai unho nai, phir bhi tum flooding kerti rahi,
Auntie Sajal yeh baat sunlo aap, mein EMM ko sabak sikhaoo ga,
Aisa waisa sabak nahi, usko aap sai zyada rulao ga :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

:rolleyes:mera ghar se kick out honay ka koi iradah nahi hai
.
.
.
.
.
Nato: yeh real wali nahi hai balkay key chain wali hai:halo:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

munnay ki batein barri hain, aja mai bhi daykhoun abb
boulta bohut hai, aja mera paas aa kuch mai bhi sikhaouN abb
EMM tou EMM hai aur Waqi sirf waqi hai yahan GS par..
rounay ki batein chud abb, mood hai mera tujhay hansoun abb :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

we also have poetry forumz in GS:halo:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

yeh poetry nahe hai lewo, yeh pata nahee kiya hai :D

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

OK emm abh hastai hein, mil kar khushi manatai hein,
Mubarak ho Q kai marnai per, abh chal ker khana khatai hein,
Aaj bill ki payment mein kerta hoon, phir na kehna ganda hoon mein,
Mein rola rola ker hasadeta hoon, aisa dheet banda hoon mein :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

yeh BATTLE OF THE EVIL POETS hai :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

emm
that’s uncle for you.

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Sajalll auntie...i dedicated one whole poem for you :D

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

aap kay dheetpan ki bbhi kiya hi batein hain
jeetay huway Q ko bhi maar daytein hain :frowning:
kiya bigarah meray lovely Q nay kisi ka
ham zindah insaan ko bhi qabr may lay jatein hain :devil:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

jhoootay shrou mainey kiya thaa and u taking credit :hoonh: