Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
< EDITED > ![]()
(James_Bhaand) ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
< EDITED > ![]()
(James_Bhaand) ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
Tumhara jaandaar to mera dushman bhi na banai,
Q yeh ghalti kerkai is duniya sai chalai gaye,
Abh dozakh mein bethai Q intezaar ker raha hai,
Aik baat sunlo EMM ji, hum sai panga laina bhi ik azaab hai
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
To Katrina Kaif:
apney ahsas se chu ker mujhey sandal ker do
mein keh sadiyooN se adhoora hoon mukamal kerdo
na tumhein hosh rahay, na mujhey hosh rahay
is qadar toot ke chaho, mujhey pagal ker do
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
thread ka title daikh kay post ki theee ![]()
Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
James bhai Edit kiyon kiya? :)
I know you are getting sick of my shairs but please allow me to post a last one and then I promise I'll leave :)
Saari baatein yaad theen usko
lekin har aik baat sey pahley
mera naam bulaya ussney
kaisay aaj jalaaya ussney
Sajal Thanks :)
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
evil aur waqi bohat lartay thay
dil hi dil mai ek dojay pay martay thay...
ek din aaye meri shamat jo thread start kia
dono k gharwalon nay un k pinjron ko khol dia :(
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
jameu
who would remember the thread title after all this flooding. :(
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
tum say pangah layna bhi aik azaab hai
kam nahe ham, shaytanouN kay nawaab hain
ham jayein gein tumhay chour kar yeh samajtay ho
chutkara pana EMM say itni jaldi bhi aik khawaab hai
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
aik thaa teetar aik batairr ![]()
laRnay main thaay donoo shaaiR ![]()
LaRtay LaRtay ho gai gumm :o
Aik ki choonch aur aik ki dumm ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
emm and waqi
^^tum dono dafa ho jao..
bohat bara sawab hai. hath jorrtay hue
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
sajal aunty, q doozakh may jaanay ki baat karteen hain !! ![]()
with all due respect :halo:
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
abhi to GS per aisa bhi haal hona hey
inhein chup karana hamein mahal hona hey
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
Pehlai to sirf achai khawab hi dekhai thai,
Tum sai milkar humko yeh pata chala,
Khawab achai bhi hotai hein aur burai bhi,
Tum ho hi aisi buri bala.
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
sajal ye thread start kar k sar pakarr k roii
itna roye itna roye k chup kara na saka koi
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
i know ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
ham hai hi aisi buri zabardast bala
daykh kar hamay q tumhara moun jala
chup karkay baith jaa abb
kahou tou aa kar daba doun tera gala ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
Mujhe kya chup kerogi tum, aisi patakha hai yeh insaan,
Chup kerna to door ki baat, pehlai khud bolna seekhlo meri jaan,
Tufaan sai barkhar shor hai mera, laug sun ker tauba kertai hein,
Tum kya chup kerogi is taufaan ko, bala sai barh ker cheez hoon mein…![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
wah wah aap ki batein bhi tou barri barri hain
ham bhi kam nahee, jaan hamari bhi kharri kharri hai
bacha loug hamaray peechay parh gaya youn abhi say
read my shair again, iss may very TARRI TARRI hai ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
abb mari zulfay tu hai nahi tu mai kia karo ![]()
Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din
Phoof! Tumhari jaan kya khari khari?,
Kuch kaam to seedha hota nahi,
Aisa sabak sikhaoo ga mein tumko,
Agar meri zindagi rahi…![]()