Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Tum phir sai margayi billi? chalo acha hoa
galli mein ik aur jaanwar, phir sai margaya :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

ham mar gaye chalou acha hi huwa
EMM kay baad waqi ka satiyanaas huwa :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

If you don't mind, I would just like to post random shair's here :)

Subah ki dhoop na dekhi kabhi uss raat k baad
woh mujhe phir na mili pahli mulaqaat k baad
umar bhar meney bhi phir uss sey na maanga kuch aur
diya na ussney bhi kuch dard ki saughaat k baad

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Shukar hai tum margayi, shukar kerai gai subh
jaakar dozakh mein Q kai saath mazai kero abh :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Q kay saath yahan kiya tou wahan kiya
jalnay walay ka moun kala na ho tou mazah kiya :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

continued

dono ko tha evil say behud lagao
lagatay they ek dojay ko sheron say ghao

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

EMM n Waqi
yeh kia dahshat gardi ker rahay ho...
dono mar gaye ho jab to apni bud-roohooN ko to chain lenay do

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

WAH WAH WAH…Sajal auntie you’re the best…i mean…bestest :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

wah g wah
kamal ho gaya
good one
mukarrar !!

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

uffoooo :smack:
main nay abhi pichlay haftay hi baal katwaaiey hain :frowning:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

zabardast :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

This shair is dedicated to James bhai :)

ab na woh manzar na chehrey nazar aatey hain
mujh ko maloom na tha khawab bhi marr jaatey hain
jaaney kis haal mein hain hum k hamey dekh k sab
aik pall k liye taktey hain aur guzar jaatey hain

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Tumhara moon kaala hoa, yeh sun ker bari khushi hoi,
Tumhari maut ka sun kai, duniya khusi sai uchal pari…
kya bataoon mein tumko meri jaan, kaisi pyari hai yeh zindagi,
tumko kya maloom hoga, tumhar to zindagi rahi hi nahi…:smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

yaar itnay dukhi dukhi shair q suna rahay ho :slight_smile: (( :frowning: ))

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

for Shikra bhai

tu meray sath urtay urtay gar thak jayee
to zara dair kisi aber per tahar jana

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

yeah - i dont mind
I think I have become more gracefull with age :blush:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

hamari zindagi na rahee to na sahee sarkaar
q sartay ho ham say youn meray dildaar
maloum tum nay jo seekha woh apun EMM say seekha
atay hi hamaray bun jaata hai GS jaandaar :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Nice one. For you :slight_smile:

apni har aik shaam har aik raat baich kar
ab aa gaya hai hamey jeena zaat baich kar
hum bhi kia ajeeb hain k kadi dhoop taley
sehra khareed laaey hain barsaat baich kar

EMM buss aisay hi :slight_smile:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

tu nahi, aur sahi
aur nahi, aur sahi :hehe:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

^james
who cares about your hair???
How did your hair get into the conversation anyways????? :o

shikra
zabardast