Wa-alekum-Assalam everyone,
aur aap sab ka bohot bohot shukriya for all the wishes and prayers. aur late honay k liye sorry. cannot come online coz of some changes in jobs nature, aur dubai waloon k liye INSHA ALLAH waleemay ki dawat ka intazam kiya jayega
aur ye shadi dubai main nahi, lahore (barat) aur karachi (waleema) main hoi thi. pics jesay hee available hoti hain up ho jaingi
aur ayaz bhai thanks a bunch, aur everyone thanks again
umer: welcome to dubai and congratultions for the confirmation of job, ALLAH ye job aapkay liye mubrak karay.
Jawab dainey main itni dair ki, yeh tou hum nay bar-dasht kar liya magar Waleemay main dair nahi honi chahiya…
Chalo Dubai Waloo, jaldi jaldi mujhay PM karoo taakay aap logon ko dawat naamay irsaal kiya jaa sakain… Jo PM nahi karay ga woh list may say OUT ho jaey ga…
Sara_87: You are virtually invited for the Waleema (Shukar hey ab kisi kay pait main dard nahi hoga)