Hadd ho gai yaar Agar kal aap say phone par baat nahi hoti aur aap zikar nahi kartay tou shayed aaj bhi yeh thread na khulti…
Baqoul aap kay, aap nay mujh say pehlay bhi apni shaadi ka zikar kiya tha, magar Ba’Khuda meray zehen main bilkul bhi nahi… warna tou yeh thread kafi pehlay hi khul chuki hoti… Aur jinhain maloom tha, unhoun nay yeh thread pehlay kiyun nahi kholi…
Anyways, Allah :swt: aap dounou ko hamesha Khush-o-Khurram aur hansta muskurata rakhay (Aameen summa Aameen)…
Jaldi say apni Shaadi / Walimay ki pics Image 2 main post karo aur Walimay ki Dawat ka foran bandobast karooo… Ab tou Umar bhai bhi Dubai main register ho gaey hain…
:bhangra:
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
congratulations ace bhai may Allah(Swt) bless u and bhabhi with loadzaaaaaaaaa happiness..Ameen
P.S. i want de pics asap okieezz
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Aapa, aap bhi aa jaao Dubai, Walimay ki daawat main shirkat karney
:desimunda:
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Shaadi mubarak, pics se baat nahi chalni, we need a party.
she will, Inshallah
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
hay congrats bechay........Allah app dono ko dhair sara khoush rekhain (Ameen)duaian daeeing :)
LP
June 7, 2006, 8:43am
6
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
congratz…aap hameysha khush rahain…
main bhi daawat main aa jaaon…plzzzzzz…
Sadaf
June 7, 2006, 8:53am
7
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
main kisi meeting sheeting main aaon na aaoon, walimay main zaroor aaoon gi
Mubarak ho bhai Aceones bhai sahab…
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Mabroook Aceones.. God bless u both
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
congrats ! :)
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Walimay ki Daawat main entry bazar’ya “Entry Pass” hoo gi jo sirf Maa-Badoulat issue kar rahay hain…
Chaloo shaabash, sub loag line main lug jaoo, jo line say bahar nikla samjo daawat say bahar nikal gaya…
:desimunda:
LP
June 7, 2006, 9:31am
11
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
main 1st hoon............meyrey baad sub kharey ho jaain line main.......
SheeN
June 7, 2006, 9:34am
12
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Hadd ho gai yaar Agar kal aap say phone par baat nahi hoti aur aap zikar nahi kartay tou shayed aaj bhi yeh thread na khulti…
Baqoul aap kay, aap nay mujh say pehlay bhi apni shaadi ka zikar kiya tha, magar Ba’Khuda meray zehen main bilkul bhi nahi… warna tou yeh thread kafi pehlay hi khul chuki hoti… Aur jinhain maloom tha, unhoun nay yeh thread pehlay kiyun nahi kholi…
Anyways, Allah :swt: aap dounou ko hamesha Khush-o-Khurram aur hansta muskurata rakhay (Aameen summa Aameen)…
Jaldi say apni Shaadi / Walimay ki pics Image 2 main post karo aur Walimay ki Dawat ka foran bandobast karooo… Ab tou Umar bhai bhi Dubai main register ho gaey hain…
:bhangra:
Kitana LAMBA letter hai:smack:
LP
June 7, 2006, 9:40am
13
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
kumseykum congratz to keh deyteen............
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Assan tay jaana Billo day kaar…
Theek say line banwana, warna kaan pakar kar tumhain line say bahar kar doun ga…
Susst loag… Aik choti si kahani nahi parrh saktay…
Chalo tum bahar niklo line say…
Sara, please make sure that she is not back in the que…
P_G
June 7, 2006, 10:27am
15
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Mubarak ho shaadi khana abadai
nakhan
June 7, 2006, 10:33am
16
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Bohot bohot mubarak ho Ace one bhai sahab,
Aap say milnay ka abhi tak ishtiyaaq hi hay, or ye shaadi kahan hoi hay
Yaheen Dubai main ya Pakistan main?
Wo dawat k baray main koi baat kar raha tha.................!!!!!!!!!!!!!!!
Allah aap dono ko hamaisha kush rakhay
Aameen
nakhan
June 7, 2006, 10:35am
17
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Walimay ki Daawat main entry bazar’ya “Entry Pass” hoo gi jo sirf Maa-Badoulat issue kar rahay hain…
Chaloo shaabash, sub loag line main lug jaoo, jo line say bahar nikla samjo daawat say bahar nikal gaya…
:desimunda:
main nay nahi lagna line main
kuch day dila k baat nahi ban sakti…
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Oay tum line may bhi nahi lagta aur munh bhi aisay banata hey…
Lainay wainy ka time subah hota hey… uss waqt baat karna agar maal theek hoga to tumhara kaam bunn jaey ga…
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Bohot bohot mubarak ho..!!
sam
June 7, 2006, 4:04pm
20
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
congratulations...................