Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Buhat mubarak ho bhai. :) Thora sa pehlay kar letay, may bhi aayee hui thi dubai pichlay dinon official trip pay :( :( ab miss ho gayee na dawat aapki!
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Buhat mubarak ho bhai. :) Thora sa pehlay kar letay, may bhi aayee hui thi dubai pichlay dinon official trip pay :( :( ab miss ho gayee na dawat aapki!
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
sighs i would love to…but i will insh’Allah for sharaabi bhai’s wyaa ![]()
P.S. walima kab hai? ![]()
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
*Zindgi ka nia safar Bohat bohat Mubarak ho aap ko :-) *
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Lagda aye dulha dulhan honey moon mannan wastaey turr gaey ney ![]()
Way pai aceones - tussi acetwos ho gaey ho tay itthay aao tay saaraeya nun jawab tay dey jaoo.
Aey lou jee
tussan doo’an wastay - dhair saari dua’oon day naal.
:Pagri:
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Mubarkaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan! Allah aap doono ko bohot khush rakhai.
Ameen!
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
lone ranger kaan pakarney ke koe zaroorat naheen…jub tak main line main 1st hoon line seedhee he hogee…
**& nakhaan kissi ko bhi mujhsey pehley jaaney ke ijazat naheen…seedhey line main kharey hoain aap bhi…
**
**& mujhey dawat chaahiyey warna baaqi sub key pait main dard hoogee…
**
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Dedicate to Aceones& his wife !
Tu jo mil jaye to taqdeer nigooN ho jayee
YooN Na Tha faqat maini Chaha tha YooN ho jaye
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
he got married ![]()
wah wah Mubarik ho sir jee.. party due right
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
american desi..........stand in the line..........
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Congratulationssssssssss ![]()
I think Nikah ho chuka tha, rukhsati baqi thee aur ab shayad woh bhi ho gayi hai. Kher, Allah dono ko khush rakhey aur lambi zindagi dey aur khushiyan dey, Ameen
Bhabi is very pretty, I’ve seen her
Bohat bohat mubarak ho Aceonesssssssssss ![]()
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Aey Aey chaloo larkiyon ki line dosri hay, tum hum larkoon ki line mian kiya kar rahi ho… deal k baray main soching
haaaaaaaaan
Jaoo ki yaad karoo gi larkiyon ki line main pehla number tum ko diya
lakin larkon ki line main sub say pehlay mera number hay
LR bhai ki muthiii bhoht achi garam ki, becharon k haat pay dehkta hoa koila rakh diya tha…![]()
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Shikari Pai, tussan tay bari kakian shakian waikh rakhee nay, jay koi Naik Soorat, Khoob Seerat guppan :love: tuaddi nazar wich hoay tay mainu dassin ![]()
:Pagri:
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
bhut bhut mubark ho
![]()
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Hamari taraf sa Delli mubariqbad
![]()
![]()
![]()
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
...i wanna see pics.
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Bohat bohat mubarak ho Aceone :)
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Yaar Aceones! Bhai, hadd ho gaii aap ki bhi
Ab tou loag yahan dabay-dabay lafzoun main kehnay lagay hain kay shayed Aceones! bahi ko unn ki begum chorr hi nahi rahi hain jo woh GS par aaen aur is thread main apnay kahayalat ka izhaar aur logon ko shukriya kay do bool hi boal dain ![]()
![]()
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Shadi bOohat bOohat mubarak ho app ko maray Bhai ![]()
ALLAH app or bhabhi jaan ko humheshah khoosh-o-khurram rakhay or har afat or baalaa say dor rakhay AMEEN ![]()
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Mubarak ho aceone
ALLAH iss shadi ko aap aur aap kay ghar waloon ki akhrat main kamyabi ka zarya banai
Re: ~@ Shaadi Mubarak, Aceones! Bhai @~
Congratz wid ur weddin. ![]()