Several injured as PTI, PML-N supporters clash in Faisalabad

Re: Several injured as PTI, PML-N supporters clash in Faisalabad

waah jii, waaah…kia insaaf hai aapkaa bhii.

ma’soomoN aur victims ko dahshatgard kahaa jaaye aur killers [yes, NS and SS and his GhunDaas] aawaarah saanD kii taraH manDraate raheN…choroN ko chhoR kar shaahoN ko pakRaa jaaye. waah…subHaan Allah. :slight_smile: