Re: Seriously is this normal?
phir ap ko koi ghalat fehmi hogi zaroor itni age ka faraq hai tu zaroor ye love marriage hai,ye faraq larka sirf apni family say chupanay kay liyay kar raha hai, ye zaroor love marriage hogi, lekin larka larki ki real age janta hoga