Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
hamara b honai wala hai … ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
hamara b honai wala hai … ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
so what you gonna eat in sehri??
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
dahi with prathaaa + some salan ... n green tea
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
i have chicken deg wali biryani.. yum yum :) so spicy
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
arey biryani kon sehri mai khata hai ..sara din bhoook lagtii rahai gee ... spicy ooh or piyaas b sathhh .... :@:
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
i dont feel hunger..... :) thats a good part.. alhamdulillah!!
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
i guess u dont do much these days , sara din soona he hota hoo ga .. ... isnt it ???
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
jee nahin.. shoppings are on… Ok leaving for sehri byebye all … ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
sehrii kerne ka bad seedaaa shopppping pee jana haiiiiiiiiiii kiyaa ![]()
byeeeeeeeeee ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
Phir to news mein aya ho ga…Aaj queen nay sehri ki ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
yaar mein tho last three days se biryani ka ka ke takh gaya hoo yaar woh be hyderabad wali !
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
jus finished wiv iftari ..
gunnu hav paanni n my tablet for sehri .. ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
why why?? ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
ubb sehri ka waqt hogyaa .. n m eatin nuthin .. ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
sehri choro, mujhay batao k iftari ka waqt kab ho ga ?
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
ubb bouhut tym haii .. ubhi .. :crying
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
kio k you are queen_24
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
i had rice .. :(
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
subha hoti hay shaam hoti hay… umr yunhi tamam hoti hay… :halo:
Re: sehri ka waqt ho gaya hay....
aaj kal to rozay ka b pata nahi chal raha, sehri hoti hay, iftar hoti hay aor roza yun hi khatam ho jata hay :)