Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
ama aba ney ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
ama aba ney ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
sehri ka waqt to kab ka khatam hochuka ha.
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
iftar time ho to mujhe bata dain ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
panni n kajoor
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
abhi nahi huwa 2 hours ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
kya hogga 2 hours mein
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
buhaat time para hai 4 hrs tak musalsal kha sakti hun ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
koi isay chup karanay ke kitnay pese lega??![]()
mashAllah & subhanAllah..
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
mushkil kaam hai ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
ab agli sehri k waqt ka intizar hay…
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
Achha phir aik kaam karo.. naam change kerlo please… naam bhi rota hoga..
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
ubhi tou iftari ka waqt bhi nhii hua .. ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
jab duniya ikhatti ho jati hay to yehi hota hay.. ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
haan .. ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
naam kiyon change karain ham ,apka mashwara kisi kaam ka nai tha ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
abhi b waisi hi neend aa rahi hay jaisi sehri k waqt ati hay ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
Sehri ka Waqt Hogaya Idhar to
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
main tu alo wale parathay or dahi khane laga hu aho ho gya waqt
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
hamara bhi sehri ka waqt ho gaya…