yahan to sehri ka waqt hogaya and main khaaongi, Aalu qeema… what you eat in sehri?? ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
yahaN to abhii iftaar meN 2 ghanTe baaqii haiN…roza mubaarak ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
haha… to you too…
time difference ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
so what you have in iftar?
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
**yeah…
jo raat hai tumhaarii vohii din hai hamaaraa ![]()
bhabhi has made the usual traditional iftari today…pakoRe, chane kii tali daal, gulgule, sulsule, dahi phulki etc…this is the best/most iftari items we’ll have this Ramadhan because days are long here so we decided to break fast with just dates and then have full dinner after maGhrib. ![]()
what are you gonna have at iftar today, iA? :)**
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
what is gulguly and sulsuly?? are they really some dishes??
anyways dont know about what gonna be, but what i had yesterday was pakoray.. which is a must item.. then fruit chaat, french fries, dahi baray, samosay and juice ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
**gulgule are kinda sweet pakoRe made with guR [jaggery] and sulsule is like small pakoras made from maash kii daal batter and socked in syrup…more like gulaab jaamuns
i have always LOVED 'em.
fruit chaat and matar chaaT are yum yums :)**
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
mash ki daal and soaked in syrup??? i wonder how they taste..!!! syrup like sugar syrup? or sweet yogurt?? i should speak to your bhabhi and try em
matar chat? ye kese banti hay??
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
federal board k result ka… say kia taluq ? ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
@Masoom Muskaan
Marzi kio ? mein nay to nirma ka signature type kia tha bus. Agar mairi post edit karni hay to us ka signature b remove karain phir ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
i just remove the link ![]()
now post delete karwa di na ghalti se ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
galti say nahi, jaan bhooj kar ki hay ![]()
pehlay us k signature remove karain phir maira link remove karna tha ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
www.masoommuskaan/powermisuse/postdeleted/kayzbaichara/galtisay
![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
ghalti mujh masoom se hi hoti hain hamesha 1 aur ho gai to kia huwa ![]()
pehle hi roza lag raha hai ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
roz lag raha hay to mairi posts ka us mein kia qasoor ? ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
wapis la to di hai ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
ye kia ho raha hay yahan???
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
roza lag raha hai ![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
tumhara roza abhi tak khula naheeeeee??? itna roti kyun rehti ho??![]()
Re: sehri ka waqt ho gaya hay…
achha “muskaan” naam kisne rakh diya?? ![]()