Re: Sehri and Iftari Today …
oh achchhaa…mA, aapkaa to bain-al-'ilaaqaaii aur bain-al-aqwaanii zauq-e-zaaiqa hai
nice to know about that. yes, i know, but unfortunately, some groups are trying to rip apart that fabric of love and harmony…May Allah un sab manfii taaqatoN ko nest o naabood kar de…aameen…aur, phir se ek baar bhai-chaargii, moHabbat kaa daur daura aur bol baalaa ho…aameen