Sehraa Ko . . .

**Sehraa ko bohut Naaz hai vairaani pay apni

Waqif nahee shayad meray ujray huwey dil say**

Re: Sehraa Ko . . .

Nice..

Re: Sehraa Ko . . .

Very nice sheir, btw how was the exam:-)

Re: Sehraa Ko . . .

Nice

Re: Sehraa Ko . . .

thanx guys :slight_smile:

Gul: exam went wayyyyyyyyy better than I expected Alhamdullilah :sadiyah:
tussi sunaou, kaisi ho?

Re: Sehraa Ko . . .

Welcome to Poetry forum. Ghaleban pehli baar aamad hui hey aap ki yahaN :~)

Re: Sehraa Ko . . .

beautiful sher Emm :)

Re: Sehraa Ko . . .

janaab mera GS ka safar issi forum say shrou huwa thaa :naraz: I used to post my own ghazals :snooty:

pehli baar aamad :naraz:

Re: Sehraa Ko . . .

I know eh :roman:

Re: Sehraa Ko . . .

mujhey yaqeen tha tumhara mastermind zaroor sahi time pe chal parey ga:p
assi changey bhaley aaN tussi daso :slight_smile:

Re: Sehraa Ko . . .

^ Joke of the year :omg:

Re: Sehraa Ko . . .

thankQ thankQ :smiley:
im aight maann .. kabhi idher kabhi udher.
Kabhi audio ka chakkr lagaou aur apni awaaz sunaou :smiley:

barri hansi aarahe hai:hoonh:
housh urh jayein gein when u read the ones i wrote :roman:

jealous n badmaash Qoum :snooty:

Re: Sehraa Ko . . .

nice shair Evil mind

Re: Sehraa Ko . . .

HaaN ye baat to bilkul maan’ney waali hey. I am sure housh urrh jaeiN ge :smiley:

Re: Sehraa Ko . . .

to kara do na waqif asay kasay pata chlay ga bechari ko :D

wasy nice shair :)

Re: Sehraa Ko . . .

shukriya ji :chai:

khushi say that is :smooth:

baychari? yeh baychari kon hai:confused:

Re: Sehraa Ko . . .

Khushi say? That is NOT. Shock sey albatta hosh urr saktey heiN :smiley:

Re: Sehraa Ko . . .

lol mane abhi note kya sehra to bechara hota :stuck_out_tongue:

Re: Sehraa Ko . . .

itna asr kar daina bhi kaafi hai :stuck_out_tongue:

khabardaar uko baychara kaha :bailan:

Re: Sehraa Ko . . .

:halo:
logi abhi waqif naih to logo ki pitaye horahi waqif hoga to kya hoga :hoonh: