Re: Seafood - Crab/Lobster Halal?
Lobster nay muslamaan honay ka irada kar liya hai. Aaj kal Pir Sahib ka pataa poochta phir raha hay kay un kay haath pay Islam qubool karna hay.
Meray khiyaal hai Pir sahib ko Red lobster se daawah shru karna chahiyay ...