Re: Sarey kaha challey gaye
no maths needed sweety..
i can feel it..that i need more sleep..![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
no maths needed sweety..
i can feel it..that i need more sleep..![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
tumhara subject kitchen main hain, jao ja ker berwaji pakaoo:D
Re: Sarey kaha challey gaye
![]()
khud banao mai nehi banati
mere paas aur kaam hain
then go sleep more
i got up at 10.30 am myself ![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
sust loog, main yaha office main 8:30 am ka aaya howa hoo aur abhi 30 minute kaam keroo ga
Re: Sarey kaha challey gaye
![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
toh jao kaam kero humme kyun tang kerte hain ![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
Lo jee aik aur sust, aaj sarey sust yahi jamma ho gaye hain kia
Re: Sarey kaha challey gaye
tumhey kohn tang ker sakta hain miss missile
Re: Sarey kaha challey gaye
:D
Re: Sarey kaha challey gaye
Kia kha ker so rahi hoo kay uthney ka naam hi nahi leti
Re: Sarey kaha challey gaye
aap bhi jaa ker so jain :D
Re: Sarey kaha challey gaye
haan tum theek kehti hoo, tum itni late kio aai
Re: Sarey kaha challey gaye
wel maine namaaz perhi, khana khaya kaam kiya apna phir mehmaan aie
maine apna programme dekha unke jaane keh baad
aur abhi aie hon :D
Re: Sarey kaha challey gaye
mehmaan ohey tumhara rishta mangney to nahi aye they
Re: Sarey kaha challey gaye
dafa ho!
mere mamu aur mami saudia seh thore dinon keh liye aiie hain voh milne aie thei ![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
to woh loog tumharey ghar per nahi reh rahey
Re: Sarey kaha challey gaye
nai ji
voh saghe mami mamu nehi
puraane family friends hain aur hum izzat sai mamu kehte hain
pakistan mai ek hi jaga seh ahin is liye
nikamma
Re: Sarey kaha challey gaye
nikamma kis ko keh rahi hoo, mujhe key mamu ko:D
Re: Sarey kaha challey gaye
aap ko?
apne mamu koh kyun kahon ghi?
itne ache hain
ok ji me going to sleep now Allah Hafiz
aap bhi so jain
Shabakhair! ![]()