Koi hain iss GS main, kaha challey gaye sarey, uthu logoo
Re: Sarey kaha challey gaye
hum tu yahen hain
Re: Sarey kaha challey gaye
bas zara bhenson ka chara denai gai thai.
Re: Sarey kaha challey gaye
Allah ka sukker hain key koi to hain, kesey hain aap Sahil sahib sub theek thak
Re: Sarey kaha challey gaye
baas je raam je ke kirpa hai, bhens ka chara sastaa hu giya agar unke dukaan band hotee aaj tu humpko gopal sharma ke dukan pur jana parta aor wo pakka banya hai. ![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
Pakap : phir jao jaldi sey so ker wapis aa jao
Sohil : main ney kabhi bhansey nahi pali lekin main aap ki taklif samajh sakta hoon, phir kia khayal hain iss gopal sharma ke bechey ho utha ker kahi bund na kerdey
Re: Sarey kaha challey gaye
nahee nahee baba, wo yahan bhi aatai hain, hum unko Ehsan kai naam se jantai hain yahan, khudh he band ho jain gai.
balkai lainai kai dainai pur jain gai. ![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
Ok mein chala, bhenson ko ghaas khilate raho, unko bhi bhuuk lagti hai or whatever shubba kheyr...
Re: Sarey kaha challey gaye
Pakap : Allah Hafiz, achey achey khuwaab dekhna woh wala nahi ha.
Sahil : ye ehsan kia waqai gopal sharma hain, matlab jasoos
Re: Sarey kaha challey gaye
![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
Khali cup sey itny sarry chai met pioo, khalia ho jai ga:)
Re: Sarey kaha challey gaye
![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
Lo ab aap kio gussey main hain, main ney kiya kia
Re: Sarey kaha challey gaye
Yeh mera ishtyle hai
![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
Acha challo ab style ko rehney doo, Chai pioo gi
Re: Sarey kaha challey gaye
haan saada chaey lana
cheeni kam
do piyali
![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
do piyali kio, tumharey sath aur kohn hain, main to yaha hoo
Re: Sarey kaha challey gaye
Main khud 2 piyali pioon gi ![]()
Re: Sarey kaha challey gaye
Dekhey bibi main bohet hi ghareeb insaan hoo, Tanga challa ker apna gozara kerta hoo, main do do cup afford nahi kersakta