Sarey kaha challey gaye

Re: Sarey kaha challey gaye

:smilestar:
offer kion ki this phir?

:naraz:

Re: Sarey kaha challey gaye

OK baba ye loo :chai: mujh simeyt

Re: Sarey kaha challey gaye

Kia phir so gaye sub key sub:mad:

Re: Sarey kaha challey gaye

ghainta jo aagey hua hai..:sleep2:

Re: Sarey kaha challey gaye

haan nah aapseh kyun baat kerein geh :smiley: :sleep2:

Re: Sarey kaha challey gaye

uth ker dekhoo tum galet tram main so rahi hoo:D

Re: Sarey kaha challey gaye

hahaha nice one
ek ghanta aur milta ahi nah sone kieh liye toh uskah faida uthaya jaa reha ahi :d:sleep2:

Re: Sarey kaha challey gaye

challo utho ghar key bertaan dhoo

Re: Sarey kaha challey gaye

:smilestar:
jao jao khud apne gande bartan do

:naraz:

Re: Sarey kaha challey gaye

Ohey dakuu, apney sey barhey ko maartey howey sharam nahi aati

Re: Sarey kaha challey gaye

bilkul nehi :D

aap konse budde baabe hian ?

Re: Sarey kaha challey gaye

*uth kar dekhing.. * nahi.. main sahi tram mein hoon..:sleep2:

Re: Sarey kaha challey gaye


\

You never know, kia pata is tokry main sey kia nikley:D

Re: Sarey kaha challey gaye

ghainta aagey hua hai.. is ka matlab.. ghainta kam sona..:bummer: still not used 2 it..:frowning:

:sleep2:

Re: Sarey kaha challey gaye

pehle batao keh umar kiya hai phir mai sochon ghi agar maaron keh nehi phirse :D

aur agar nehi batain geh to maarti rahun ghi
hum badmaashu ki choudrani joh hain:D

Re: Sarey kaha challey gaye

:hehe: nice = uth ker dehing
dobara uthoo tumhara college nikkel gaya

Re: Sarey kaha challey gaye

:konfused:

maths is not my subject

Re: Sarey kaha challey gaye

Main baba Adam key sath kushti kerta tha, ab khud andaza laga loo:D

Re: Sarey kaha challey gaye

chalo.. station se charr hi hoon.. station hi pohonch jaongi..:smiley:
aur main nahi uthoongi.. kyun ke mujhe poora hafta chutti hai..:cb:

:sleep2:

Re: Sarey kaha challey gaye

mujhe sai terha batao
agar nehi toh mai :smilestar: kerti rahoon ghi :smiley: