Salaam

Zuban ka woh nigahon se kaam lete hain

Unhein salaam hai jo yuun salaam lete hain

Re: Salaam

Nice one :k:

Re: Salaam

Thanks for Ur sharing:smokin:

Re: Salaam

Bus karo bahi ye smoking.

Re: Salaam

salaam-e-ishq, merii jaaN, zaraa quboo kar lo
miraa dil be_chai'n hai 'umr bhar ke liye!

on a serious note, salaam kaa zabaan se kahnaa farz hai...hamaare mo'aashare meN aksar log sar hilaa kar jawaab dete haiN...aur, salaam karne meN pahel karnaa afzal hai...salaam karne ke bhii aadaab haiN! :) iskaa koii mutaabaadil lafz Islam meN qaabil-e-qubool nahiiN.

Re: Salaam

Aap ko dhuan aa raha hai???:cool:

Re: Salaam

Nahin.. aadmi yaksaniyat se ukta jata hai.. there are around 100 smilies to be used. try some thing new :)

Re: Salaam

Hum to nahi uktaye aaj tak apne aap se to yeh smiley kiya cheez hai???:)

Re: Salaam

zara explain kariye …its in simple words but i didnt get it :bummer:

Re: Salaam

Wow ...
Aesay loag takra jaatey hain aksar ;)