(Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

**Indians v **Rest of South Africa

Played at Willowmoore Park, Benoni, on 16 November 2006 - day/night (50-over match)

Indians squad

AB Agarkar, MS Dhoni, R Dravid, Harbhajan Singh, W Jaffer, M Kaif, Z Khan, A Kumble, D Mongia, MM Patel, IK Pathan, SK Raina, V Sehwag, S Sreesanth, SR Tendulkar, Yuvraj Singh

Rest of South Africa squad

HM Amla, GH Bodi, JP Duminy, A Jacobs, GJP Kruger, ND McKenzie, JA Morkel, AN Petersen, VD Philander, AG Prince, JA Rudolph, DW Steyn, R Telemachus, AC Thomas, T Tshabalala, JJ van der Wath, MN van Wyk

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

*"Eik roza cricket match" --> "eik roza ballay-bazi ka muqabla" *:o

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

aur is match k liye humare saath ta'aa'wun kia hai lever brothers pakistan limited, brook bond supreme, ... add more :)

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

Kisi indian player ki qamar mein "chuq" parney wali hai, dekhtay hain idhar Uncle Chappell kiya gul khilatay hain, adla-badli adla-badli who will be 1-down.

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

abay kya sub kay sub inter kay urdu ka parcha day kar aaiey hain?

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

***Kaantay ka muqbla lagta hai mujhay,koi pal chain nahi,africa chul diye jalta lakra lainay ko bhai loog ! ***
:attia:

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

Rest of SA 161/6 off 42 overs.

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

hindustan kay gaind bazon nay baqi junoobi afreeqah kay ballay bazon ko muskil main dal diay heay!
gain bazon kee napee tulee baling nay unkay chakkay chuhra deeyay!! :clown:

FKHAN2 - aray bhai inter kee urdu itnee kharab naheen hotee heay… yeh tau chatti jamat kee urdu lag rahee heay!! :d:D

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

**Recent overs 1 1 1wd 2 4 4 4 | . 1 1 W 2 . | 1 6 4 6 2 2 **

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

aaj koi match bhi tha kaya India ka :mad::smack:

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

Rest of SA 255/8 off 50 overs.

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

They went for 90 runs in 8 overs :O

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

India is becoming 'Hindu batsmen, Muslim pacers and Sardar spinner' team.

:D Not that anything wrong with it, but Jaheer bhai, Pathan and Munaf leading the pace attack gives this feeling.

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

baqe junubee afreeqah kee team kay ballay baaz akhree overs main havee agayay - hindustani gaind baaz fail ho gayay!

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

Welcome to South Africa



   **Indians innings** (target: 256 runs from 50 overs) **R** **M** **B** **4s** **6s** **SR**  
 [W Jaffer](http://www.paklinks.com/india/content/current/player/29646.html) c Prince b Steyn **5** 19 12 1 0 41.66  
 [SR  Tendulkar](http://www.paklinks.com/india/content/current/player/35320.html) c Petersen b Steyn **5** 16 11 0 0 45.45  
 [M Kaif](http://www.paklinks.com/india/content/current/player/29990.html) not out **0** 0 2 0 0 0.00  
[R Dravid](http://www.paklinks.com/india/content/current/player/28114.html) not out **0** 0 0 0 0 -  
     Extras (lb 1, w 2) **3** 
 
  **Total** (2 wickets; 4.1 overs) **13**  

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

India is lozing her first warmup match :mad: yeh to ab ek roza ki bajaye ek tarfa match ho gaya hai

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

bhaarti team ka ho gaya dab-ba gol!
bol hay ho hay ho hay ho bol!!

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

Welcome to South Africa...

Indians 87/6 (24.1 ov).
If this is what 'B' team is doing to Indians then what will happen against Nitini, Nel, Pollock....
I dont see them winning anything at all in this series.

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

92/6:eek:

Re: (Safar ka aghaaz) Bharat bamuqabla Junoobi Africa | Eik roza cricket match

When you look at the Indian scoreboard and if you ignore the 1st left column (batsman) and start reading the next columns (how got out, Runs, Balls and so on) one can almost be certain that the batsman showing as not out can only be Dravid but none else. Its true at least 90% of the time.