Sadaf!!

Re: Sadaf!!

Taubah taubah … kiya toofan e badtameezi machaya howa hay :hoonh:

Re: Sadaf!!

PK aap mana karain na butameezay say :wink:

Re: Sadaf!!

Inhain maana karnay ka ki faida naheen yeh sab Chiknay gharray hain :wink:

Re: Sadaf!!

yea kaisee urdu hai .. simple urdu likha karo :bailan:

aik tu english weak hai oper say urdu mushkil likghtay hoo

Re: Sadaf!!

Aray tumhari urdu dani main Izafa kar raha hoon …oper say maarti hoo :bummer:

Re: Sadaf!!

Khan saab appke urdu me kuch problem nahi,

waisi hi kisi ko maloom hi ki sadaf ek south india film ki herione hi
asli naam hi Sadaf khan ,film ke liye sada rakhi

http://www.idlebrain.com/movie/photogallery/sada.html

Re: Sadaf!!

sab sadaf achi hoti hein :blush: :smooth:..

Re: Sadaf!!

Lakki](http:///quote) … naam sadaf ho ya sadaf khan laikin harkatain agar larkiyoon wali na hoon to koi faida naheen ":smiley: