Re: Sadaf!!
Haha, I gotta show this thread to my miyan..
Re: Sadaf!!
Haha, I gotta show this thread to my miyan..
Re: Sadaf!!
filhaal? ![]()
Re: Sadaf!!
BIB: background mei honay se kya hota hai...samne aaO tau janay:)
Re: Sadaf!!
wat am i saying.. i am always on ![]()
Re: Sadaf!!
main gupshup ka FBI agent hoon.. parday main reh kay kaam karta hoon ![]()
Re: Sadaf!!
He’s always ![]()
Re: Sadaf!!
BIB: yani parday mei reh kar tum auratoon ki tarha bhangra daltay hooo.....tsk tsk tsk....
Re: Sadaf!!
Sadaf tum bhi apney miyaan ko train karo jaisey Mahru ne kiyaa howa hai
Becharey do (2) takeye(pillows) de deye hain, ke inhi se guzara karain
Merey aour apkey beech aik our shasks bhi issi kamrey main soya karey gaa
our main saara din saari raat usi ke saath time guzara karoongi ![]()
![]()
Re: Sadaf!!
Matlab? ![]()
![]()
Re: Sadaf!!
Codey: lagta hai tumhara dimaag kharab hota ja raha hai
Kaun si training ki baat kar rahe hain aap????
Are you talking about my baby?? if yes...tau ofcourse mei apne baby ke sath time guzara karongi.....tumhe problem hai kya????
Re: Sadaf!!
Oh ho wohi na
Tu ismain dimagh kharab honey wali kia baat hai
tum baby ke saath time guzaroo gi, yehi tu mian ne kaha hai :halo:
Sadaf- ya khudaya
wohi ju Mahru ne bataya hai
Re: Sadaf!!
^ codey mister apnay kaam se kaam rakho ![]()
Re: Sadaf!!
part of my job ![]()
Re: Sadaf!!
apna kaam hi tu kar raha hoon ![]()
tum se batain
Re: Sadaf!!
Allah hafiz
Re: Sadaf!!
WOW wht a "FIGHTING STUFF" khala or mamoon ka phadda heya ALLAH main kia kahoon
Re: Sadaf!!
^^ Aap kuch na kahain aur chup chaap jahan se aayen hain wapis wahan chale jain
Re: Sadaf!!
Sadaf - Mujhey lagta hai ke mera tumhara pichley janam main zaroor koi naata tha ![]()
Issi leye tum mujhe itni achi lagti ho ![]()
Mujhey yaaad hai zara zara hum ne sapney dekhy they aik saath
our hum ne gana gaya tha
Muhabat hazaroon se pehley ]
Bani chaand taroon se pehley
Milan tera mera hoa hai
Khiltey nazaroon se pehley
Yeh dil sou janam se
Chahta hai chahta rahey gaa
Payaar ho ooooo payar hota rahey ga
Jab tak rahey gi ye dunya
Payar hota rahey ga
Re: Sadaf!!
![]()
Re: Sadaf!!
sadaf jo kuch manwana hay baata do codey ko,anakali ki chaat bhi latey aana!!!