Main Dubai aaonga tu tum mujh se milogi na ? ![]()
Re: Sadaf!!
kab aana hai
haan bachon ke lieye tohfay lana na bhoolna ![]()
Phir miloon gi.
Re: Sadaf!!
hahaaaa......bilkul ab bachoon ka mamoo khali hath aye acha tau nahi lage ga na
Re: Sadaf!!
^ ;) wohi to :D
Re: Sadaf!!
dekho tohfoon ka suntay hai kaise bhaga hai........codey dodey.....
Re: Sadaf!!
Isleiye to ziker kia tha tohfay ka ke phir milnay ka naam na lay :D
Re: Sadaf!!
Mahru - tum apney kaam se kaam rakhu. acha
Yeh meri our sadaf ki apas ki baat hai ![]()
sadaf - sachi ![]()
theek hai tofian tu bohat hain
Tumharey leye main Anarkali se aik Kangan le kar ayoon, phir tum wo kangan pehna karna
haye ![]()
Kash …
kash main teray haseen hath ka kangan hota
too baray piyar say,chao say,maan kay saath
apni nazuk si kalai main charhati mujh ko
aur baitabi say fursat kay khizan lamhon main
too kisi soch main doobi jo ghumati mujh ko
main teray haath ki khushboo say mehek sa jaata
***too kabhi mood main aakar mujhe chooma karti
teray honton ki hiddat say dehek sa jaata …
Re: Sadaf!!
^^^ LOL hmm acha tau tum janti ho codey jaisi cheezon se kaise hath saaf karna chahye.....
Re: Sadaf!!
Sadaf: yeh latoon ka bhoot batoon se nahi manega.....
Dekho dobara se mamoo banne ki khushi mei tumhe kangan pehna raha hai.....
Re: Sadaf!!
nazuk kalaie ![]()
![]()
yeh phir kisi aur Sadaf ki baat ho rahi hai ![]()
Re: Sadaf!!
lol... haan jaisay pakistan ka kanoon andha hai
Re: Sadaf!!
^^^LOL
Re: Sadaf!!
in nazuk kalaieeon say jab pitai ho gi putar tab pata chalay ga.. ![]()
mujhay pata hay.. main mila tha ![]()
Re: Sadaf!!
Sadaf: Yeh bib kya keh raha hai...tum apni kalayaan iss par azmaa chuki ho????
Re: Sadaf!!
BIB kay bachay, main ne tumhain kab mara hai?
Tum ne aik baar kaha milnay ka to main foran milnay chali aaie :love:
Re: Sadaf!!
sadaf jab tum hansti ho tu mujhey achi lagti ho ![]()
Tumharey moteyoon jaisay daant
Haye Allah
Re: Sadaf!!
Sadaf: 1.5 bachoon ki amma aik daffa ke kehne par her airay ghairay se milnay chali jati ho......tum.....
Re: Sadaf!!
^ Khiyal se bohot nokeelay hain ![]()