Sab kahan hain?

Kahan hain yeh saaray guppies…uff main nay kabhi Gupshup khaas tor main cafe itna soona soona nahi dekha :frowning:
mujhay bilkul acha nahi lag raha hai, sab aajain bhaee kahan chupp gaye saray kay saray :confused:

yahan kya chupan chupai wala game tou nahi ho raha kah sab chup gaye :slight_smile: agar aisa hai tou dhoonday ga kaun? :hehe:

chalo shaabash sab nikal kar bhaar aajao aur halla gulla moj masti karna shuroo kardo..:smiley:

shikray tum tou yahan har waqt mojood rahtay ho..tum kahan chalay gaye? kya daana paani khatam hogaya tha jo doosray pinjray main transfer hogaye? :CareBear:

Re: Sab kahan hain?

Mein yahin hoon :lb:

Raat ko iss waqt aao gee tou sab soye huey hi nazar aaengey :smilestar:

Re: Sab kahan hain?

kyun koi khaas time hai yahan aanay ka? :hoonh:

Re: Sab kahan hain?

main yahan hu.. but not for long

mujhe neeno aa rahi hai :konfused:

Re: Sab kahan hain?

itni jaldi? :eek:

Re: Sab kahan hain?

Yes Dania, cafe most active 5-9 p.m. hota hai :whistling

Re: Sab kahan hain?

jaldi ? 10:50 pm to ho gaye hai :barbie:

Re: Sab kahan hain?

shikray yeh tou ghalat baat hai na :frowning:

jhanjhariya abhi tou raat shuroo hoi hai :wink:

Re: Sab kahan hain?

raat shuru hui hai.. isi liye to neend aa rahi hai :blush:

Re: Sab kahan hain?

tou so jao phir :snooty:

Re: Sab kahan hain?

lori sunao na :blush:

Re: Sab kahan hain?

the voice is right here :smooth:

Re: Sab kahan hain?

^ hello2 u 2 :smilestar:

Re: Sab kahan hain?

why u hit the voice :naraz:

Re: Sab kahan hain?

voice say no hello to i :barbie:

Re: Sab kahan hain?

if voice hello u then every1 he has to hello :bummer:

Re: Sab kahan hain?

and voice has problem hello’ing everybody ? :konfused:

Re: Sab kahan hain?

janam daikh lo mitt gaeN dooriaN
main yahan hooN yahaN hooN yahaN hooN yahan...

yes the voice is busy man no the time for hello shello :snooty:

Re: Sab kahan hain?

:barbie: fine

me no hello u either