Sab kahan hain?

Re: Sab kahan hain?

yeah just say hi instead :D

Re: Sab kahan hain?

:vivo:

Re: Sab kahan hain?

:sheen:

Re: Sab kahan hain?

hey JJ n voice ...
sup ?

Re: Sab kahan hain?

jaanam? :blush:

Re: Sab kahan hain?

sab cricket dekhnay gayee hain : (

Re: Sab kahan hain?

agar aap humein talash kar rahe hain to hum yahan hain:shikra:

Re: Sab kahan hain?

aap imran hashmi ki koi nasal lagtay hain..jab dekho kiss kartay rahtay hain..moonh dhukta nahi hai kya? :snooty:

Re: Sab kahan hain?

yeh taizaab say moon dhotey hain ..
uss key baad moonh nahin dukhta :D

:aq: muaf kee jiye ga.hum ek sharref insaan hain:snooty:

yeh hamara tarz-e-gutugu hai ..isay aap ghalt matlab mainmat lee jiye:snooty:

Re: Sab kahan hain?

cadet: :rotfl:

Flooder-e-Azam: array aap tou snooty bhi hotay hain..pahli dafa dekha main nay :smiley:

:shikra: hamaray bohat rang aur andaz hain

ap ginnay bethein ge to raat ho jae ge

Re: Sab kahan hain?

y r u laughing ??

Re: Sab kahan hain?

^
aap nay jo baat kahi tou hansi aagayee :D

flooder-e-azam: kyun kya aap rang badalta tota hain?