Muttawajja ho gaye? Acha…
Ab bemuttawajja ho jao…![]()
Muttawajja ho gaye? Acha…
Ab bemuttawajja ho jao…![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
![]()
![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
^ bura na manin to app batain gay
app kay sir per chout kaysay lagee thee
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Kissi nai bhai kai sar par chamaat mara tha…![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
inn kay kaPray neechay girr gaiey thaay
ittefaaq say woo kaPray uss waqt inhooN nay pehnay huay thaay ![]()
![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
hehehehehehehe
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Abb meiN jaa sakta hoon ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
lajawab!! kya baat hai!
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Nahin yaar…Betho na…
Kuch chai shai? Biskit wiskit?
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
[QUOTE]
Kissi nai bhai kai sar par chamaat mara tha
[/QUOTE]
lajwab > yeh sawal app kay baray main tha
[QUOTE]
inn kay kaPray neechay girr gaiey thaay
ittefaaq say woo kaPray uss waqt inhooN nay pehnay huay thaay
[/QUOTE]
oh sad story ...lakin kapray girray kaisai thay ?
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Acha…Magar meray sar par kayee chotain lagin hain…Aap konsi ki baat kar rahi hain?
Sukhanay kay liye latkaay thai…Hawa sai urh gaye…
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Mein beyth jata hoon. Kissi kee dawat ko reject nahi kerna chahiyay ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Acha…To yeh lo chai…
Aik mint…Main zara check kar loon kai shakar kitni hai…![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
lajwab > jis chout kay bad app nay yeh thread khola us ka poocha hay
app nay bohat tarqee ker lee hay kapray soukhnay kay sath khud bhi latuk gaye thay to kia app kapray jub washing machine main dhotay hain khub bhi dhuk jatay hain ?
Bizz> bethna nahi ... seat per pin RAKHE HAY
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Shukerya jinaab.
Tow, Kaesay mizaaj hein aap kay?
Yeh dhaaga kholnay ka kaesay ittefaaq howa ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
oooiiiiii
Lajjo, sachiii ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Ji nahin…Konsa pagal insan kapron kai saath washing machine main jaaye ga…Hudd karteen hain aap bhi…Thora sa aqal istimaal karen…![]()
Main jab nahata hoon to kapron kai saath nahata hoon…Kapray khud hi dhul jaatay hain…![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Sab afwaahain hain…
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
meiN tangg aa chuka hoon, iNN afwaahon say.
har rouz koi naya shoha chora hota hay Cafe meiN ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
lajwaab > had app kertay hain ... main to bayhad kertee hoon
bizz> suche khabar hay koi shak nahi..chai main bhi james bhaand say kaakroach udhar ley ker dalay hain bilkul nahi peena