Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
:yukh:
PG, kahin aap milli howee tow nahi ho ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
:yukh:
PG, kahin aap milli howee tow nahi ho ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Aap nai shayad woh shair nahin suna…
*
Flooding main hudd sai guzar jaana chahiye…
Lekin kabhi kabhar logoff kar jaana chahiye…:D*
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Wah Wah, adaab.
Aap kitnay saleeqa mandd hein ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
![]()
![]()
bera alaa thread open kiya hey
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
[QUOTE]
PG, kahin aap milli howee tow nahi ho
[/QUOTE]
nahi main beech ki billi hoon
Lajwab > main ajj log off nahi hoon ge yeh mere hatme faisla hay
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
yeh tow aur khatar-naak/khatar-mouN hisaab hay
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
[QUOTE]
yeh tow aur khatar-naak/khatar-mouN hisaab hay
[/QUOTE]
app ko to faida ho raha hay na app aam khao guthliyan na ginoo
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
Lekin mujhay tow chaiy meiN kaakroach aur kursion per pin mill rahey heiN
:(
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
^ app kasrat say toba astghfar kerain lolzzzz
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Achi baat hay. ![]()
Allah aap ko khush rakhey.
Me, in and then over, and then out ![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
Achi baat hai…Khoob guzray gi jo mil bhaittain gai farigh do…
Koi kaam shaam nahin…![]()
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon...
bizz> Allah hafiz
Lajwab > bas lag gaye app ki bad dua ammi ki pukar agyee hay ja mer rahe hoon main bhi
Allah hafiz
Re: Sab Cafe walay muttawajja hon…
![]()
![]()
Chalo…Shayad is main bhi koi bhalaai chupi ho…![]()
Allah Hafiz…