Re: Saarey JahaN say acha…
ek to tumhari shaadi maiN naachnay waley ka intizaam kar raha huN, oopar say paagal bol rahi ho?
bhalai ka zamana hi nahi. Karlo gal. ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
ek to tumhari shaadi maiN naachnay waley ka intizaam kar raha huN, oopar say paagal bol rahi ho?
bhalai ka zamana hi nahi. Karlo gal. ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
yaar plz apni mehndi per dhol wala isay le jana becharay ke 20-50 ban jayein gay dhol naya lena hay iis ne puranay walay mein bachay ne sooiiii maar dii hay ![]()
Re: Saarey JahaN say acha...
waisay aaj kal ramzan mein nachna to bund hay mera
KahaN band hay naachna tumhara, aisay hi kehtay rehtay ho.
Abhi bhi naach rahey thay.
Re: Saarey JahaN say acha…
nahi nahi function to nahi ho rahay wo to main net practise karta rehta houn ke bhool na jaon ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Koi baat nahi, dhol kharab bhi ho gya to kya hoa. Danda to majood hay apnay paas.
Tumharay wali dholki baja luN ga, ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
na jee na dhol aur dholki apni apni ![]()
aur waisay bhi tumhay Danda theek hota to tumhara Dhol bacha phaarta ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Ghabrata kiu hay yaar, ehtiat say bajauN ga. Phatnay nahi dooN ga.
Jab tak naya dhol nahi aa jaata, us waqat tak to bajaney do. ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Acha chalo dholki aur danday ki baateiN chortay haiN.
Yay batao, kay Iftari maiN kya khaya?
![]()
Re: Saarey JahaN say acha...
hahahhahaha dholki aur danda tum dono waise kafee ache team banatay hoo
hahahaha
im off
see ya
Re: Saarey JahaN say acha…
aftarii men…
khajoor thii…
saib tha…
Chips thi…
milkshake tha…
samosa tha…
chanay thay…
sirf tumhari kammi thi…
Pakoray ![]()
![]()
![]()
![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
ahooo match karna hay hamari team ke sath ![]()
Re: Saarey JahaN say acha...
hahahhahaha dholki aur danda tum dono waise kafee ache team banatay hoo hahahaha
im off
see ya
Acha theek hay, mazey kareiN.
Re: Saarey JahaN say acha…
lolz @ mazay kareiN ![]()
![]()
![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Tumhari post ko parh kay andaaza hoa kay…
Kailay ki bhi kami thi
Kheeray ki bhi kami thi
gannay ki bhi kami thi
Aur ek adad danday ki bhi kami thi. Kiya dooN ab tumhay, bolo zara… ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
lagta hay meri dost ko zor ka jhatka laga hay wo bhi dheeray say ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Tumhay kis baat ki hansi aa rahi hay?
Mizzrani bhi to yehi keh rahi hay, kay tumhari dholki aur maira danda ek achi team banay gi.
Re: Saarey JahaN say acha…
mizzrani keh nahi rahi hay likh rahi hay stupid ![]()
chal yaar me going gril pheeriend ka phone aa raha hay bar bar liberty mein ayii hui hay me going …
tata ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
^^ agar tum yahaN naach saktay ho to wo yahaN keh nahi sakti? pagal!
Chal theek hay, have a good time… aur rozuN maiN gf?
![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Aye ethay ki ho rya hay? mairay baghair hi dholkiaN baj rayaN haiN? ![]()
Maula khush rakhay.