Saarey JahaN say acha...

Re: Saarey JahaN say acha…

same to you beautiful :stuck_out_tongue:

Re: Saarey JahaN say acha…

Or BTW. Totay wala thread to band ho chuka. Yay totay ki tarha idhar kiya farma rahey haiN aap? :faizy:

Re: Saarey JahaN say acha…

tumhara dil keh raha hay meray dil say :sadiyah:

Re: Saarey JahaN say acha…

:chupki:

Re: Saarey JahaN say acha…

LOL,

isko “WailaiN” daina khoob.

25 rupees say kam nahi laita yay.

Re: Saarey JahaN say acha…

:chupki:chupki:
hum dono :omg:

Re: Saarey JahaN say acha…

mera dil fazool logon se baat nahin karta nahin fazool baatein karta hai :barbie:

Re: Saarey JahaN say acha…

lolz :cb:

Re: Saarey JahaN say acha...

ahoo isay pata hay ye peechay dhoolki baja raha hota hay hahahahahahahahaha

Re: Saarey JahaN say acha…

ohoo to pehlay batana tha na chalo danda_wala tum jao thread say dekho tumhay fazool keh rahi hay :cb:

Re: Saarey JahaN say acha…

:rotfl: hahahahhahahahahahah

Re: Saarey JahaN say acha…

Chalo ab bhi bajaata huN dhol…

Tum naachnay ki tyari karo…

:aejaz::nuch:

Re: Saarey JahaN say acha…

yaar aftari kernay kai baad bhi bhook lag rahi hay aaj mujay kia ho gaya hay :emmy:

Re: Saarey JahaN say acha…

Mizzrani, yay bohat dheet hay, 25 rupees liye baghair nahi jaaney waali hasti yay, koi na koi bahaana karta rahey ga, :hehe:

Re: Saarey JahaN say acha…

nahi main nahi nuch sakta meray paon mein kal nuchtay huay mouch aa gayi thii :stuck_out_tongue:

Re: Saarey JahaN say acha…

Naachna kam tha na bachoo jee.

Re: Saarey JahaN say acha…

haan na yaar merii majboori hay kion ke mujay pata hay agr main ne chor bhi diyee to tu ne apnay 10 rupay nahi chornay mujay to mera to nuksan ho jayee ga na :rotfl:hahahahahahaha:rotfl:

Re: Saarey JahaN say acha...

Chalo maiN apnay 10 Rupay chor daita huN, kya yaad karo gay.

Pooray kay pooray 25 tumharey aaj!

Re: Saarey JahaN say acha…

^ :rotfl: tum dono paagal ho hahahahahahaa

Re: Saarey JahaN say acha…

nahi jee rehnay do pichli martaba bhi tum ne aisay hee kaha tha aur phir aglay function per dholki dil say nahi baja rahay thay.. waisay aaj kal ramzan mein nachna to bund hay mera tum sunao jaa rahay ho na sehri ke waqt khanay ikathay karnay hahahahahahahaha :omg: