Pakistan hamara..
![]()
Na Fikar aur na hi faaka, Ayesh kar Kaka!
Pakistan hamara..
![]()
Na Fikar aur na hi faaka, Ayesh kar Kaka!
Re: Saarey JahaN say acha...
Driving license ki bhi zroorat nahi, jaisay marzi ghoomtay phirtay raho.
Phal aur sabziaN la jawaab!
Aur lotay bhi dhoondnay nahi partey, har jaga majood hotay haiN.
Re: Saarey JahaN say acha...
agreed!
Re: Saarey JahaN say acha...
^^ janaab, aap yay bateiN kay kata kat mil sakta hay aur kahiN?
bilkul bhi nahi!
Nehari... ! aha.
kisi ko aati hay banani yahaN?
Re: Saarey JahaN say acha…
bonga thread ![]()
Re: Saarey JahaN say acha...
^ bongay hogaye tum
i likes this thread
pakistan zindabad - the land where everything is possible
Re: Saarey JahaN say acha…
ohooo aena pyar pakistan naaal ![]()
Re: Saarey JahaN say acha...
bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....bonga thread....
Re: Saarey JahaN say acha...
catchme, roza lag raha hay kya? LOL
Mizrrani, exactly. Pakistan ki kya baat hay. Har tarha kay log, har tarha ka mahol.
BTW. Lahore maiN hay shaadi aapki?
Re: Saarey JahaN say acha…
jeee lahore main haii :shoaby:
Re: Saarey JahaN say acha…
janab roza khul chuka hay lahore mein aur lahore mein hee rahta houn main kiski shadi hay batao zara muft ka khana kha kao aoon ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
waise shaadi pay nokar ki kaafi zaroorat hogi , tum interested ho to sochain gay
Re: Saarey JahaN say acha…
mizzrani tumhay to bari akhir aayii hui hay apni shadi mein khud hee dance kar rahi ho ![]()
![]()
![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
ooh jee i m hundred percent intrested dolha say pooch laina agr usay bhi kahein jana hay to its okay main houn na ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
^
nahin to aur tum naachnay aajao
Re: Saarey JahaN say acha…
hmmm nahi yaar tumharay sath naachnay ka dil nahi kar raha hay koi aur pyari sii larki agr tayar ho jayee to call kar dena mujay ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
bongay log bongee baatein ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Zabardast. Ab aapko pata lag gya kay catchmeifyoucan ka kya irada hay. Isko catch kar laina, is say pehlay kay aapkay khanay ka koonda kar day.
Dhaika bachoo jee, yay bhi sirf hamarey mulk maiN hota hay.
Muft maiN shaadiaN khao, Dhoolay waluN ko bolo “MaiN dulhan ki taraf say huN”, Dulhan waluN ko bolo “MaiN dulha ki taraf say hun”.
Agar kahiN bhi baat nahi banti to Daata Darbaar chalay jao.
Aur saath maiN yay bhi bolo… catch me if you can.
Re: Saarey JahaN say acha…
kaun keh raha tum mere saath nachoo ![]()