Re: Saarey JahaN say acha…
nahi jee rehnay do pichli martaba bhi tum ne aisay hee kaha tha aur phir aglay function per dholki dil say nahi baja rahay thay.. waisay aaj kal ramzan mein nachna to bund hay mera tum sunao jaa rahay ho na sehri ke waqt khanay ikathay karnay hahahahahahahaha ![]()