Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar…
Ek shakhs ki aankhOn say be-aitbaari na gay!!

Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar.....
Wow
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar…
![]()

nice :k:
Patta Patta boota boota jaan hamara jaane hai :hinna:
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar.....
barra teeth banda see.
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar…
yeh kaise yaad aa gayaa? kia mausam e 'ishq chaling? ![]()
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar.....
yeh kaise yaad aa gayaa? kia mausam e 'ishq chaling? :p
Meer ka ishq bhi sirf wohi zalim na jane tha, jaise yahan per uss shakhs ki be-aitbari nahin gai
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar…
aaaaaaaaaawwwwwwwwwww…be-'aitabaarii ke sabab hii be-qaraarii hai:
**
dil kii merii be-qaraarii mujh se kuchh poochho nahiiN
shab kii merii aah o zaarii mujh se kuchh poochho nahiiN** ![]()
OMG, she’r kii aadhii se ziyaada lambaaii to radeef khaa gaii…goyaa, **sher se lambii uskii dum nikli **![]()
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar…
dekh lo fer ![]()
patta patta parh k mery zehen mein ye naat a gyi
patta patta boota boota zikr-e-khuda main khoya
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar.....
dekh lo fer :@:
patta patta parh k mery zehen mein ye naat a gyi patta patta boota boota zikr-e-khuda main khoya
aap boht naik hai jo shair paRh kar aap ko naat yaad aate hain
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar.....
aap boht naik hai jo shair paRh kar aap ko naat yaad aate hain
:@:
jee pehli wording same hai na is liye yaad a gyi
Re: Saara shehar meri deewangi say waqif raha magar…
goyaa, aap nai dum wala shair shair kia ![]()