saaniha

mujh ko Flooding nay loota , replies main kahan dam tha

mera thread wahan open hoa ,jahan flooders traffic kam tha

come here and share my Dukh

Re: saaniha

***Pahlay yeh batain flooding kia bala hai?..:confused: ***

Re: saaniha

sharing dukh

aap ko looTnaY waaloN kee aisee kee taisee
zaraa moo maiN lagaa aaiye apni batteessi

shukran

Re: saaniha

sindsagar > yeh bat samjhaye nahi ja sakte bus khud ba khud samjh lain : D

yeh dukh baant rahay hain berha rahay hain
kion mere daantoon ko nazar laga rahay hain naraz

Re: saaniha

great lyrics but thura rhymes ku dusrat karna hu ga

Re: saaniha

Waqt ko zaya karnay ke andaaz niraalay dhoonday,
Hum nai Cafe main aake flooding karnay waalay dhoonday...

WAH WAH!

Re: saaniha

DB > had hay main dukh say choor choor hoon or app mujhay layrics samjha rahay ho : (

Lajawab > pehlay mere shair per wah wah karain apnay he shair per tareef keye jarahay hain smilestar

Re: saaniha

Bas abhi aik WAH! pe guzara karo…Muft ke nahin but rahay…

Re: saaniha

^ yeh bhi apnay pass rakhain snooty

Re: saaniha

Lao…

Naiki kar dariya main daal…

Re: saaniha

Irshaaad Irshaaad :smokin2:

Re: saaniha

han to naikee kero to poree kero …adhee ponee naike ka achar dalain kia hoonh

Sunnyboy> here is no irshad bhai …poetess name is pg blush

Re: saaniha

yea irshaad koon hay jisay aap sotay lag akarbula rahay hain :hoonh:

Re: saaniha

*Muqarar Muqarar *

Re: saaniha

^ticket khareeda tha ?

Re: saaniha

**^ nai
kia ticket khareedna zaroori tha :bummer:
pehlay batana tha na :smilestar:
**

Re: saaniha

^smilestar to u toooooo

her bat batanay ki nahi hotee snooty

Re: saaniha

*^ nalieq logoo ko har baat banata zaroori hoti hay *crying
smilestar X 10 to u tooooooooooooooooooo
**

Re: saaniha

thank God – flooding nahin howi warna sub kashtiyaan doob jaati :rolleyes:

Re: saaniha

*kyo kia kaghiz ke kashtiyan thi :p
*