Read and Write Poetry?

Re: Read and Write Poetry?

zaraa shinasii kaa shukria…vaise, Islam meN to sab baraabar haiN to poetry usse mustasnaa kiuN? 'allaamah Iqbal ne bhii farmaayaa thaa k:
**
ek hiis af meN khaRe ho gaye KKF aur Bhai Muqwee
ab na koii suKhanwar raha aur an koii suKhan shinaas!** :slight_smile:

miyaaN, siyaasat aur she’r o shaa’irii meN koii baRaa chhoTaa nahiiN hotaa…

bas uskaa to:**

zauq o shauq e she’r o shaa’irii dekhiye! **:slight_smile: