Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Wah re wah kiya farman hai … lagta hai rana sb. ka bowling pay kisi nay paishgi kya khoob farma diya hai
lekin yaar abhi Allah kay Faz say dum nahi toda balkey mudhosh sa hai ![]()

Kaantay To Khair Kaantay Hein In Say Gila He Kia (Kaantay = Dhoni & Yuvi)
Pholon Ki Waardat Say Ghabra K Pee Gaya ( Pholon = Pak fielders ) (Pee Gaya=Gifting loose stuff)
Sagar Woh Keh Rahay Hein K Pee Lejiyeh Huzoor (Woh = Janab Izzat Maab Inzi sb.)
Un Ki Guzarshaad Say Ghabra K Pee Gaya (Pee Gaya=Gifting loose stuff)
So now u know Rambo-Shambo Rana feels ![]()
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Masha-Allah jee, buhat khoob. ![]()
Kabhi hamara bhi maan rakh liya karein Aejaz bhai. Har waqat apney tiranga ki farmaish ley kar Ehsan bhai ki dehleez per khatkhata rahey hotey hain. Hum bhi to rukawat bun kay khardey hain aapkey “GupShup” kay raaston mein. ![]()
![]()
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Ehsan Bhai ke kaan per phir bhi joun nahi reengti:D
waise tirange se yaad dilaya,
Chino Arab Humara Hindoostan Humara
Rehne ko ghar nahi hai, Sara jahan humara
Aejaz
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
waise tirange se yaad dilaya,
Chino Arab Humara Hindoostan Humara Rehne ko ghar nahi hai, Sara jahan humara
Aejaz
Toh mortgage lay loh na!!!!
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Riba is haram.
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Yeh Moulana kahan say aa gaya.
mein Islamic mortgage kee baat kar raha tha. :p
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
mein Islamic mortgage kee baat kar raha tha. :p
aap apne bank account se islamic mortgage do na..I will pay you in next 75 years. Home at my place cost $1 Mil.
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Itnay chotey mortgage mein nahin deta.
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Tou Jahan Panah,
agar jaan ki aman hou tou, arz kere, amount jou merzi de dou, accordingly ghar ley lenge, aur chukayege Fair and Balance bhai.:D
Aejaz
Re: Rana Naveed becoming a liability for Pakistan?
Yeh nahi ho sakta EHSAN BHAI, Agar hoya to mai aik 'ahtajaji thread khool doun ga , ![]()
Agar “Taranga” sanction ho gaya GS per to phir mai demand kerta houn kay, her mulak ka “jhanda” bhi zaroor hona chaye , mujay ‘Red - White Maple Leaf’ ka ‘jhanda’ chaye , It is a cricket playing ICC member nation aafter-aal bhaya ,
![]()
Aajaz bhai , filhal app Tarangay ki jaga es say kaam chalain , :peshow: j/k
![]()