Rait pe likh ke mera naam mitaya na karo
ankhain sach bolti hain pyar chupaya na karon
log har baat ka afsaana bana lete hain
sab ko halaat ki rudad sunaya na karo
ye zarori nai har shaks maseeha hi ho
payar ka zakhm amanat hai dikhaya na karon
shehr e ehsaas main pathraao boht hai Mohsin
dil ke sheeshay ko jharoonkon main sajaya na karo
Re: Rait pe likhe ke mera naam mitaya na karo
Nice one :k:
Re: Rait pe likhe ke mera naam mitaya na karo
Thanks waleed
Re: Rait pe likhe ke mera naam mitaya na karo
pyar ka zakhm amanat hai dikhaya na karo...bohat alaa inno.
Re: Rait pe likhe ke mera naam mitaya na karo
ncee .. :(
Re: Rait pe likhe ke mera naam mitaya na karo
log har baat ka afsaana bana lete hain
sab ko halaat ki rudad sunaya na karo
ye zarori nai har shaks maseeha hi ho
payar ka zakhm amanat hai dikhaya na karon
love it .... really awesome ... kiya baat hai ...too good ... :D