Re: Raining?
idher kidher?
Re: Raining?
idher kidher?
Re: Raining?
kahan ho rahi hai ![]()
Re: Raining?
![]()
Re: Raining?
pagal bana rhi ho tum ![]()
Re: Raining?
banay ki zaroorat nahi tum already pagal ho ![]()
Re: Raining?
tumse kam hon ![]()
Re: Raining?
aray yeh to latest news hai ![]()
Re: Raining?
iss sey bhi latest news hai meray pass :p
Re: Raining?
It’s been rainin all day here n it kind of pissed me off ![]()
Re: Raining?
aaj humaray area main baarish hoi
.. aur main nay baarish main naahayaa bhi.. ![]()
bohat mazaaa aayaaa.. :shoaby:
Acha Tabhi tumharay area kay saray guttar band ho gaiy hain ![]()
Re: Raining?
aur baig sahab bhi tashreef lay aai hain.. ![]()
sannan kya tum gutter saaf kartay ho jo tumhain pahlay sey yeh info mil gayee? ![]()
Re: Raining?
Mujhay andaaza ho gia tha Kah ittnay din baad nahanay ka nateeja baychary guttroon ko he bhugtna parta hay :D
Re: Raining?
Alhumdullillah hulkii hulki boonda baandi yahan bhi horee hey but herat ki baat hey key dania ki jaga pey achi khaasi horahi hey lolz
Re: Raining?
mein iss par kuch Irshaad Karoon :D
Re: Raining?
lol nahin :p
ab tou mujhay pakka pakka yaqeen hogaya hai kah tum gutter saaf karnay walay ho..jabhi yeh info tumhain mil jaati hai ![]()
yahaN tou zor o shorr sey baarish hoi…aur taqreeban 10 saal baad aisi baarish main nahanay ka moqa mila :shoaby:
theek hay
warnah Dania nay aaj phir apna sooja howa munh aur sujja laina tha ![]()
Challo tumhain kissi baat ka yaqeen to aaya
aur mujhay bhi aab tum par yaqeen honay laga hay ![]()
Re: Raining?
kis baat par yaqeen sannan? ![]()
Re: Raining?
hogai barish ab sukon hai :p