Raining?

Re: Raining?

:smack:

nice:k:

cadet aur shaireee:hmmm:

jab mujhay SMS atay hain tu main carmina khaa laita hooN
phirr sirf missed calls ati haiN :fatee:

Re: Raining?

^ SMS aana band hojain to kia ap Jamaal-Ghota khaa jatay hain?

Daniaa, ap enjoy kar lia karain, is k liay barish ka hona zaroori nahi, bathroom main hamesha barish hosakti hay...

Try Kala Churan :wink:
Phir Live call aain gein :stuck_out_tongue:

aap ko koi bawaqoof naheen bana sakta hay :nahi:
keonkah :mash2: aap by default bawaqoof hain :khumar:

:cb:

agar karmina availale na ho tou? :cb:

lolz..Pakistan kay bathroom main bhi kabhi kabhi barsaat hotee hai..issliyah hum qadarti barsaat ka wait kartay hain :hehe:

hahahaaha

chal chal..ziadah smart nahi bana karo :snooty:

MashaAllah I"m already very smart :salute:

Re: Raining?

woh tou lag raha hai :rolleyes:

Re: Raining?

Nazar nah laga daina :barbie:

already nazar lagi hoi ho toi? :p

Re: Raining?

Oye hoye lipstick shirt kay collar par lagi nazar aa gai kia :hayaa:

ab ziadah free mat ho :snooty:

Re: Raining?

Khushfehmi hay tumhari :barbie:

khushfehmi bhi khush kernay k liye he hoti hai :meeno:

Re: Raining?

rain yahan to subah rain sham rain…:yahoo:

Re: Raining?

WOW

lucky u

idher to thunder ho is garjing :stuck_out_tongue: