Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
topic meN meenoo hai! ![]()
yeh kia baat huii? yeh kaisaa option hai?
**
ek ko to mile Hoor o qusoor
dooje ko faqat vegetarian?** ![]()
yeh to fil-badeeh [spontaneous] she’r ho gayaa! ![]()
angrez to vaDDe hii hote haiN…desiyoN se lambe, desiyoN se ameer, desiyoN se ziyaada 'aqlmand! ![]()
aap aisaa kareN k restaurant jaane ke bajaaye restaurant ko hii ghar le aayeN…i other words:
**shaadii kar ke be-Gham le aayeN! **
![]()
yaa yuN kaheN k Dar gaiiN:
jo Dar gayaa, samjho mar gayaa! ![]()